Share-e-Dil with Niks… jahan kahaniyaan sirf pyaar ki nahi… ehsaas ki hoti hain… Yahan har episode ek aisi kahani hai… jo kabhi mohabbat ki hoti hai… kabhi tanhaai ki… aur kabhi un khamosh jazbaaton ki… jo hum keh nahi paate… Kabhi ye kahaniyaan aapko muskurane pe majboor karengi… to kabhi aankhon me halka sa nami chhod jaayengi… Ye sirf kahaniyaan nahi… balki wo ehsaas hain… jo shayad aapne bhi kabhi mehsoos kiye ho. Hindi emotional storytelling podcast — love stories, sad stories aur dil ko chhoo jaane wali kahaniyaan…
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
25 सित॰ 2026 · 8:05
Kabhi aap poora din akele rehkar bhi bilkul theek hote hain… aur kabhi logon ke beech rehkar bhi andar se bahut akela mehsoos karte hain. Toh phir akele rehna aur lonely feel…
23 सित॰ 2026 · 5:53
Kabhi-kabhi koi insaan hamari zindagi se chala jaata hai, lekin uske saath jude sawaal nahi jaate. “Usne aisa kyun kiya?” “Kya mujhse koi galti hui thi?” “Bina kuch kahe woh…
18 सित॰ 2026 · 15:31
Rohan ke jhooth aur khamoshi ne Aditi ki poori duniya badal di thi. 💔 Beintehaa pyaar karne wali Aditi ne uske har jhooth mein bhi koi majboori dhoondhne ki koshish ki… lekin…
15 सित॰ 2026 · 4:00
Un dino ki baat hai jab har call ka ek daam hota tha aur har message ke liye ek rupaya dena padta tha. ❤️ Aditi apne limited paise bacha-bacha kar Rohan se baat karne ke liye…
29 मई 2026 · 3:42
Ye kahani hai khud ko dobara dhoondhne ki, apne sapno ko fir se jeene ki, aur us sukoon ko pehchanne ki jo hum aksar dusron ko khush karne ki koshish me kho dete hain. ✨ Kabhi…
20 मई 2026 · 8:36
Sometimes relationships don’t break… people break silently inside them. “Self Respect” is an emotional story about love, pain, and knowing your worth. It’s the journey of a girl…
17 मई 2026 · 5:53
कभी-कभी हम रिश्तों में gifts, surprises और expensive efforts को प्यार समझ बैठते हैं… लेकिन क्या सच में किसी को खुश करने के लिए बड़ी चीज़ें जरूरी होती हैं? ये कहानी है आयरा और…
13 मई 2026 · 8:31
On rainy nights, inside a silent apartment filled with loneliness, a girl finds comfort in the most unexpected companion — a little cat named Sufi. “Flat No. 407” is a soft…
आपका पॉडकास्ट? अपनी साइट के लिए Podli बैज लें