Share-e-dil with Niks · 15 सित॰ 2026 · 4:00
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
Un dino ki baat hai jab har call ka ek daam hota tha aur har message ke liye ek rupaya dena padta tha. ❤️
Aditi apne limited paise bacha-bacha kar Rohan se baat karne ke liye recharge karwati thi, kyunki uske liye Rohan ki awaaz sabse zyada keemti thi.
Dono alag-alag shehron mein rehkar bhi ghanton baatein karte the… sab kuch bilkul khoobsurat tha.
Phir achanak ek din Rohan ne Aditi ka phone uthana band kar diya…
Aakhir kyun? Kya hua tha Rohan ke saath?
Jaanenge agli baar… Share-e-Dil with Niks mein, jahaan kahaniyan sirf pyaar ki nahi, ehsaas ki hoti hain. ❤️