Share-e-dil with Niks · 30 सित॰ 2026 · 6:57
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
Is episode mein hum baat karenge un logon ki jo humari zindagi ka hissa hote hue bhi kabhi-kabhi humari priorities mein peeche reh jaate hain. Un chhoti-chhoti baaton ki, jinhe hum ignore kar dete hain… aur un palon ki, jinhe shayad baad mein yaad karke afsos hota hai.
Shayad kisi ko mehngi cheez nahi chahiye.
Shayad unhe bas aapka thoda sa waqt, aapki poori attention aur ek sachchi conversation chahiye.
Agar aaj aapke paas kisi apne se baat karne ka waqt hai…
toh shayad “kal” ka intezaar mat kijiye. ❤️
🎙️ Share-e-Dil with Niks “Jahan baatein sirf pyaar ki nahi, har ek ehsaas ki hoti hain.”
Agar episode ki koi baat aapko apni si lagi, toh ise kisi aise insaan ke saath zaroor share karein jise shayad aaj bas aapke thode se waqt ki zaroorat ho.
#ShareEDilWithNiks #WaqtTha #Parents #Family #Emotions #HindiPodcast #HinglishPodcast #LifeTalk #Relationships #FamilyLove