Podliपॉडकास्ट प्लेयर Webplayer

YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

musibat gunah ki saza nahi खुदा का जलाल ज़ाहिर हो इसलिए है

YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST · 21 सित॰ 2025 · 32:36

0:0032:36

Podli ऐप में सुनें 🎧

अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।

Adam ki khata se gunah duniya me aya, maut phaila (Romans 5:12).Shariat (Musa ka qanoon) gunah se gunah ki pehchan hoti hai (Romans 3:20).Shagird sochte: 'shariat yanu musa ki sharIAT KE ADHIN BOLTEN HAIN MAGAR MASIH YESU FAZL OE SACHCAI KE ADHIN BOLTEN BETE KI RUH SE Salib qurbani se poori duniya ki gunahon ki muafi ho gayi (Ephesians 2:8-9).Romans 8:1: "Jo Masih me hain, un par saza nahi!"Ab har dukh/musibat Khuda ka kaam zahir karne ka mauka hai, gunah ki saza nahi! yaad rakhein: Agar aap par takleef aati hai, to Khuda aapke zariye apna jalal dikha raha hai (2 Corinthians 4:17).Chalak Sanp ki Awaaz KO NA SUNE Jo kehte: "Tumhari musibat tumhare gunahon ki saza hai!" – Woh Shariat ki zehniyat me phanse hain (Galatians 5:4).Shaitan ne Adam-Aur ko dhoka diya; aaj bhi woh "Gunah-Saza" ka jhumla failata hai (Revelation 12:9).Hum ab Fazl ki ruh ke adhin hain, Shariat ke nahi (Romans 8:14)!Yehsu ki Zindagi: Mout se Jeet ka Nishaan!Yehsu murdon me zinda hoke saboot deta: "Qiyamat aur zindagi main hoon!" (John 11:25).Jisne Yehsu par iman laya, uski zindagi badal gayi (1 Corinthians 15:22).Aaj bhi wohi quwwat kaam karti hai: Andhe ko roshni, marizon ko shifa (John 5:8-9).Aaj ka Sabaq:Musibat me Khush raho! (Matthew 5:10-12) – Ye Asman ki badshahat ki nishani hai.Tum "Zameen ka namak" ho! Tumhari roshni se logon ko Khuda ka raasta mile (Matthew 5:14-16).

एपिसोड: YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

Podliमुफ़्त Podli ऐप डाउनलोड करें
↓ App