YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST
YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST · 20 सित॰ 2025 · 19:27
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
"Dua Kaise Karein? | Imaan ke jariye Shariat ke Bojh se aram ke din men dhakhil huna IN URDU BIBLE PODCASTsabse best dua jo ruh l quds ke dwara hoti hai wuh ahen bharne or ansu ki dua hai jisme yisu masih khud apki sifarish karte hain., "Bible sikhati hai ke dua ka asal matlab apne amal se dharmic sabit karna nahi, balki iman se Yeshu Masih par bharosa karke uske diye hue araam me dakhil hona hai; Rooh-ul-Quds hamari shafaat karta hai, aur Khuda apne qaul aur wadon ko iman walon ki zindagi me pura karta hai."khuda bap tere kehne ke mutabik meri zindghi men ho., tere wade sachche hain "Is video mein hum Dua aur Imaan ke bare mein baat karenge. Bible ke mutabiq shariat ka bojh kya hai, aur Yeshu Masih ne humein kaise azaadi aur araam diya. Verses: Yohanna 6:28-29, Mati 11:28, Ibraniyon 4:3-10, Romaion 10:9-11, etc."
एपिसोड: YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST