YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST
YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST · 9 अग॰ 2025 · 47:38
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
Jhuthe Masih Gumrah Karne Wali Ruhon Se Rahe Savdhan URDU HINDI BIBLE @YasarimEl huthe Masih aur Gumrah Karne Wali Ruhen aaj bhi logon ko duniya ki lalach de kar dhoka deti hain –“Tumhara business acha ho jayega, paisa aayega, bimari door ho jayegi, achi car, ghar, biwi-bache milenge…”Lekin Bible kehta hai ki yeh sab duniya ki lalsa hai jo ruh ko barbaad karti hai.Aaiye, Urdu Hindi Bible se seekhein ki kaise hum Jhuthe Masih, Jhuthe Nabi, aur Gumrah Karne Wali Ruhon se bach sakte hain.2 Patras 21Aur jis tarah us ummat meṉ jhúṭhe nabí bhí the, isí tarah tum meṉ bhí jhúṭhe ustád hoṉge, jo poshída taur par halák karnewálí bidʻateṉ nikáleṉge, aur us Málik ká inkár kareṉge, jis ne unheṉ mol liyá thá, aur apne áp ko jald halákat meṉ ḍáleṉge. 2Aur bahutere un kí shahwatparastí kí pairawí kareṉge; jin ke sabab se ráh i haqq kí badnámí hogí. 3Aur wuh lálach se báteṉ banákar, tum ko apne nafaʻ ká sabab ṭhahráeṉge: aur jo qadím se un kí sazá ká hukm ho chuká hai, us ke áne meṉ kuchh der nahíṉ, aur un kí halákat sotí nahíṉ.
एपिसोड: YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST