YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST
YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST · 9 अग॰ 2025 · 43:06
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
Vishwash ki dharmikta ka matlab hai ke hum apne amal ya kaamon se nahi, balki sirf Masih Yisu par vishwash karke, Khuda ke samne dharmik thehraye jaate hain. Ye Muft Rastebazi hai jo Masih Yisu ke kiye gaye kaamon par adharit hai — unka balidan, unka punarutthan, aur Khuda ke sache wade.📖 Bible Verse:"Aur is liye vishwās se dharmik thehrā kar, hamāre Prabhu Yīshu Masīh ke dwārā Khuda ke sāth shānti rakheṅ."Iman se rastbazIman ki rastbaziRastbaz iman se jita haiIman ki rastbazi ruhani dharmiktaVishwash ki dharmiktaAaj is mazauda zahan men iman ki dharmiktaYani rastbazi ko samjhna bauht jarori haiAgar koi samjhna hai to kita gehraiOr sachchai se samjhta or uska imanYisu masih se hi haiIman rastbaazi ko pehan kar kaiseChalna hai kis niyat irade saoch khyaal se chalna haiIman ki dharmikta ka mukashafa hai khudawand khuda ki dharmikta iman ki dharmikta ka mukashafa khudawand khuda ka fazlIman ki dharmikt ka mukashafa hai wuh apne baland hath ke kam apki zindghi ke wasileZahir karta hai ..Iman ki dharmikta ka mukashafa hai khuda ki marzi jiska wasila iman lane wala shaks haiKi jis tarah uski marzi asmaan par puri huti hai usi tarah zamin par bhi hoIman ki dharmikta ka mukashafa ki apka badan khuda ka khema hai khuda ka maqdasIman ki dharmikta ka mukashafa hai khuda ki saton ruhen apki zindghi men kam karti haiOr aap wasila hainIman ki dharmikta ka mukashafa hai bête ki ruhAap men reh kar apne kaam karti haiIman ki dharmikta ka mukashafa hai ki sachchai ki ruh jo daleri se duniya men yisu masih ke zinda hune ki gawahi deti haiIman ki dharmiktaka mukashafa haiDil ki ankho ka raushan hunaIman ki dharmikta ka mukashafa hai ki insan ko khaas kar gunah gar shaks koThokray hoye shaks ko chahe wuh koi bhi hoDhokha khaye ho shaks koHar taraf se hare hoye shaks koKhuda men bête ke rishte men paak bulahath haiLog iman ki dharmikta se anjaan hai bhatke haiKyu ki log badan ke kamon se rastbaaz thehrana chahte hainJismani niyat men jismani irade seJismani khyaal seKhaas kar jo jism ahqam haiYani musa ki shariat 10 hukmon ki dharmiktaKalam I khuda zahira karta hai ki jsimaniDharmikta men chalne ki jitni jismani practice hai wuh sirf isliye hai ki jismani khawahish par qabu paya jayaJis jismani khawhaihso ko rukne ka koi fayida nahiBadan ki dharmikta ka ek hi maksad hai ki jismani khawahish par kaise jeet payenMagar in sab chizon se koi fayida nhi
एपिसोड: YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST