अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
Meera ke Prabhu Giridhar NagarMeera kehti hai, jab se tum bichhde Prabhu mere, chain nahi aataIs video me Shahji samjha rahe hai, nirasha kyu aati hai jeevan meWajah ek hi hai, ahankarMain sab suljha lunga, I am something special, yahi ahankar hume harata haiJab tak hum kehte hai, Hey Prabhu ab tu sambhal, ab mere se kuch nahi hota, tab tak parmatma paas nahi aataJo jeetne nahi chala, wo jeetta haiJo haarne chala hai, wo jeetta haiYahi mast ka marg haiMeera kehti hai, main ab kuch nahi karne wali, sab tere haath meIsiliye Rana ne bheja zehar ka pyala bhi, Meera ko maar nahi paya, kyuki saath Krishna khade theVideo ko poora dekhe, like kare, share kare aur Geeta Gyan Ganga channel ko subscribe kareRadhe Radhe#meera#meerabai#giridharnagar#geetagyanganga#shahjipatil#ahankar#nirasha#mastmarg#bhakti#krishna#meeraekrishna#viralvideo