अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
This is the story about Aryan aur uske dost Rohan ki, jo ek mysterious "Salt Ritual" perform karte hain taaki ek paranormal entity ko dekh sakein. Ritual ke dauraan unhe darwaze ke neeche ek ajeeb aurat ke pair nazar aate hain. Warning ke bawajood Aryan curiosity mein us entity ki aankhon mein dekh leta hai. Us pal se sab kuch badal jaata hai. Entity un dono ka peecha karne lagti hai aur raat ke ant tak Aryan aur Rohan bina koi nishaan chhode gaayab ho jaate hain. Bas ek khaufnaak message peeche reh jaata hai — "Jisne uski aankhein dekh li, woh kabhi akela nahi rehta."