Aaj Ka Bharat · 3 जुल॰ 2026 · 4:47
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
Har roz crores log apni gaadi mein petrol bharwate hain, lekin shayad unhe pata hi nahi ki ab unki tank mein sirf petrol nahi ja raha. E20 policy ke peeche ki poori kahani 2013 mein UPA ke zamane se shuru hui ye ethanol blending scheme, Nitin Gadkari ka isko lekar aggressive push, mileage aur engine damage ko lekar uthe sawal, aur ab jab khud Supreme Court mein sarkar keh chuki hai ki ye ek "experiment" hai. Kya ye policy sach mein Bharat ki energy independence ki taraf ek zaroori kadam hai, ya phir ek aisa faisla jo bina poori transparency ke desh par thop diya gaya?
Is episode mein hum samajhte hain E20 ki puri kahani history se lekar aaj ke controversy tak.