अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
Amul aur Mother Dairy ne 12 November se doodh ke daam 2 se 4 rupaye per litre badha diye hain, sirf chhe mahine baad. Is episode mein samajhte hain ki company chaare aur cattle feed ki laagat kyun bata rahi hain, kisaan ko kya milta hai, aur ghar ke budget par iska kya asar hoga.