Podliपॉडकास्ट प्लेयर Webplayer

Aaj Ka Bharat

Aaj Ka Bharat

Cockroach Janta Party: Ek Insult Se Bana Poora Andolan

Aaj Ka Bharat · 5 जुल॰ 2026 · 5:10

0:005:10

Podli ऐप में सुनें 🎧

अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।

Ek Chief Justice ka ek statement "cockroach" aur kuch hi hafton mein ban jaata hai 2.2 crore followers wala ek poora youth movement.

Ye kahani hai Abhijeet Dipke ki, jinhone ek insult ko protest ka symbol bana diya. Sarkar ne national security ka hawala dekar unka X account block karwaya, par movement rukta nahi.

NEET paper leak ke gusse se judkar, ye andolan pahunch jaata hai Delhi ke Jantar Mantar tak jahan aaj, Sonam Wangchuk apni jaan ki parwa kiye bina hunger strike par baithe hain, aur dharna apne 15vein din mein hai.

Is episode mein hum samajhte hain kaise ek judge ka bayan, Bharat ke youth ke saalon purane gusse ko awaaz de gaya, aur kya ye andolan sach mein kuch badal payega.


एपिसोड: Aaj Ka Bharat

Podliमुफ़्त Podli ऐप डाउनलोड करें
↓ App