On Air with Vivek · 25 सित॰ 2026 · 1:00:00
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
agannath Puri Ke Rahasya | Krishna Ka Dhadakta Hriday, Nabakalebara, Sudarshan Chakra, Rath Yatra Origin | 20+ Mysteries Jo Science Bhi Fail Kar De — Math PhD Scholar Mukundanand Das Prabhu Ji ke saath.Iss Janmashtami special episode mein humaare saath hain Dr. Makarand Upkare — Ph.D. in Mathematical Modelling, TEDx speaker, aur Mukundanand Das Prabhu Ji ke naam se jaane jaane wale ek anokhe scholar jo pichhle 30 saal se Shrimad Bhagavad Gita aur Shrimad Bhagavatam ka adhyayan-adhyapan kar rahe hain. Prabhu Ji ne IITs, NITs, Singapore, Germany, Belgium aur Slovenia tak Sanatan Dharma ki teachings di hain.Prabhu Ji ne khole Puri Jagannath Mandir ke woh rahasya jo aapne shayad kabhi nahi sune —🔱 Kyun Jagannath Ji ki dhwaja hawa ke VIPREET direction mein lehrati hai?🔱 Sudarshan Chakra har direction se aapko kyun dekhta hai?🔱 Nabakalebara ke waqt "Brahm Padartha" — Bhagwan Shri Krishna ka dhadakta hriday — ek moorti se doosri mein kaise transfer hota hai?🔱 Kyun mandir ke 7-tier kitchen mein SABSE UPAR wala matka pehle pakta hai?🔱 Kyun Singh Dwar ke andar aate hi samudra ki garjana ekdum shaant ho jaati hai?🔱 Nilmadhav se Bhagwan Jagannath tak ki kahani — Vishwavasu Shabar, Vidyapati, aur Raja Indradyumna🔱 Maa Subhadra ka pighalta shareer aur Jagannath-Baldev-Subhadra ka adhoora par purnn roop — Vishwakarma Ji ki kahani🔱 Rath Yatra ka asli origin — Radha Rani ka Kurukshetra mein Vrindavan wale Krishna ko wapas laane ka bhaav🔱 Sakshi Gopal — chalti-bolti moorti jo Vrindavan se Odisha aayi🔱 Salbeg — Mughal senapati ka beta jo Jagannath Ji ka aisa bhakt bana ki aaj bhi Rath Yatra unki samadhi par 7 din rukti hai🔱 Patit Pavan Jagannath — jo mandir ke bahar aaye apne bhakt ke liye🔱 Anand Bazaar ka prasad — kabhi kam nahi padta, kabhi zyada nahi banta🔱 Bedi Hanuman jo samudra ko roke rakhte hain🔱 Kyun Puri mein Ekadashi nahi hoti aur sona bhi dandvat pranaam ke samaan hai🔱 Pune mandir mein Pranab Mukherjee (2012) ki security team ka woh mysterious scan jo koi solve nahi kar paayaAgar aap Science mein believe karte hain — toh yeh episode aapko hilaa dega. Kyunki jab Math PhD scholar aur ISKCON ke sadhak ek saath baithkar Bhagwan Jagannath ke rahasyon par baat karte hain, toh jo bahar aata hai woh na sirf shraddha hai, na sirf tark — dono ka wo mel hai jo aapko Jagannath Puri ki taraf kheenchega.⏱ CHAPTERS:00:00 - Episode Glimpse - Lord Jagannath Ka Rahasya & Science vs Bhakti02:17 - Guest Welcome - Happy Krishna Janmashtami02:33 - Krishna vs Jagannath - Kya Dono Ek Hi Hain?03:11 - Brahma Padartha Ka Sabse Bada Rahasya Kya Hai?03:49 - Avatar Ka Matlab Kya Hai? - Bhagavad Gita Se Praman06:06 - Krishna vs Vishnu Me Antar - Purna Purushottam Kaun?08:41 - Nava Kalevara & Daru Brahma - Living Wood Ka Vigyan13:16 - Brahma Padartha - Energy Hai Ya Physical Tatva?15:45 - Neel Madhav Se Jagannath Kaise Bane?16:41 - Vigraha Ka Adhura Roop Kyu? - Aankhein Aur Haath Pighalne Ki Leela23:25 - King Indradyumna, Vidyapati Aur Vishvavasu Ki Kahani28:52 - Jagannath Mandir Ke 7 Rahasya - Jhanda, Shadow, Neel Chakra & Mahaprasad33:28 - Roz Jhanda Badalna & Lakshmi Devi Ka Kitchen Chamatkar35:38 - Rath Yatra Ka Asli Arth - Kurukshetra Se Vrindavan Tak40:12 - Salabega Ki Kahani - Jab Rath 7 Din Tak Ruka Raha48:36 - Nava Kalevara Process - Prana Pratishtha Kaise Hoti Hai?51:47 - Sakshi Gopal Ki Kahani - Jab Vigraha Khud Gawahi Dene Chal Pada56:46 - Pune ISKCON NVCC Ka Chamatkar & Jagannath Mantra59:15 - Outro - Aapka Favourite Part Kaunsa Laga?🔔 On Air with Vivek Subscribe kariye - / @onairwithvivek 📸 Instagram: / onairwithvivek 📩 Guest suggestions / collaborations: connect@onairwithvivek.comJai Shri Jagannath 🙏#JagannathPuri #Janmashtami #ShriKrishna #Nabakalebara #RathYatra #SanatanDharma #BhagwanJagannath #OnAirWithVivek <a href="ht