TERROR TALES HORROR STORIES · 25 जून 2026 · 10:12
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
This story is about Aman, jo apne dadaji ke purane ghar ki safai karte waqt ek rahasyamayi kitab paata hai. Us kitab mein zombie apocalypse se bachne ke kuch ajeeb rules likhe hote hain, jinhe pehle Aman mazaak samajhta hai. Lekin dheere-dheere har rule uski aankhon ke saamne sach sabit hone lagta hai aur poori duniya ek khaufnaak virus ki chapet mein aa jaati hai. Jab Aman apne dadaji ke ateet aur us purane virus ka sach jaanne ki koshish karta hai, tab use ek aisa raaz pata chalta hai jo uski zindagi hamesha ke liye badal deta hai. Aakhir Aman ka is apocalypse se kya connection tha? Aur kya woh insaniyat ko bacha paya ya khud uske vinash ka kaaran bana? Aage kya hua jaanne ke liye jarur sune...
एपिसोड: TERROR TALES HORROR STORIES