YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST
YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST · 25 सित॰ 2026 · 26:13
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
Genesis 2:24 mein likha hai:“Isliye aadmi apne mata-pita ko chhodkar apni patni se mila rahega aur ve ek tan honge.” pati patni ka jo rishta hai wuh ek hoke khuda ko khush karna hai or khuda iman se khush hota hai yani pati or pattni ko ek tan hokar iman men chalna hai ., iman men jeevan guzarana hai ., na ki ek dusre ko khush rakhna hai ., ek dsure ki taraf jismani par luban men ek dusre ki taraf attraction men ., masih patti patni ka jeevan aisa nhi hai kalam khuda ke mutabik is kalam ka kya parkashan hai revlation hai yahi aaj ka humara visha hai ., jab humari zindghi me khaas kar us shadi men jismen khuda ki khas bulahat hai or jo shadi hi khuda ki marzi se hai .ji shadi ke rishte ki mol neev hi khuda ke kam parkashit karna hai ., Matí 19:5 : Kyá tum ne nahíṉ paṛhá, ki jis ne unheṉ banáyá, us ne ibtidá hí se unheṉ mard aur ʻaurat banákar kahá, ki 5Is sabab se mard báp se aur máṉ se judá hokar, apní bíwí ke sáth rahegá, aur wuh donoṉ ek jism hoṉge? 6Pas wuh do nahiṉ, balki ek jism haiṉ. Is liye jise Ḳhudá ne joṛá hai, use ádmí judá na kare.nikah ke waqt to khuda or khuda ka ruh madiyast hota hai khuda ke khadim magar nikah ke baad kya hum khuda ko madiyasth rakhten hain khuda ke kalam ko ruh l quds ko yaha par kaha likha hai rihste dar maa baap bhai behan ., ya wuh log jo shadi shuda jeevan men akar talakh mizazi karten hain,.., maa baap ka to likha hua hai na ., dono hi taraf se ., or bakiyon ka to swaal hi nhi paida ., yani bible men nhi likha to yani bible uchit nhi samjhti.,
एपिसोड: YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST