Podliपॉडकास्ट प्लेयर Webplayer

YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

musa ki shariat ke adhin mohabbat @YasarimEl ​

YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST · 17 जुल॰ 2025 · 43:55

0:0043:55

Podli ऐप में सुनें 🎧

अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।

मूसा की शरिया के अधीन मोहब्बतLúqá 10:25Aur dekho, ek ʻálim i sharaʻ uṭhá, aur yih kahkar us kí ázmáish karne lagá, ki Ai ustád, maiṉ kyá karúṉ, ki hamesha kí zindagí ká wáris banúṉ? 26Us ne us se kahá, ki Tauret meṉ kyá likhá hai? Tú kis tarah paṛhtá hai? 27Us ne jawáb meṉ kahá, ki Ḳhudáwand apne Ḳhudá se, apne sáre dil aur apní sárí ján aur apní sárí táqat aur apní sárí ʻaql se mahabbat rakh;Marqus 12: 28Aur faqíhoṉ meṉ se ek ne un ko bahs karte sunkar ján liyá ki us ne unheṉ ḳhúb jawáb diyá hai. Wuh pás áyá aur us se púchhá, ki Sab hukmoṉ meṉ awwal kaun sá hai? 29Yisúʻ ne jawáb diyá, ki Awwal yih hai; Ai Isráíl, sun: Ḳhudáwand hamárá Ḳhudá ek hí Ḳhudáwand hai: 30aur tú Ḳhudáwand apne Ḳhudá se apne sáre dil, aur apní sárí ján, aur apní sárí ʻaql, aur apní sárí táqat se mahabbat rakh.INSAAN KHUDA SE SHARIAT KE WASILE YANI MUSA KA AHD DUS HUKAMKE ADHIN PYAAR KARTA HAI GHULAM KE TAUR PAR SHARIAT KE ADHIN KHUDAWAND BADSHAH HAIOR INSAN GHULAM HAIMAGAR FAZL KE ADHINKHUDA BAAP HAI ABBA HAI OR BAAP PYAAR KARTA HAIBETA KE TAUR PARSHRIAT YANI MUSA KE AHD YANI DUS HUKMON KE ADHIN INSAAN KO YANI GHULAM NE HADIYE DENE HAIN LAINE APNE BADSHAH KE LIYE TAKI WUH KHUSH HO YAHA TAK KI APNI JAAN TAK BHI DENI PADE WUH BHIKHUDA BAAP HAI ABBA HAI OR BAAP PYAAR KARTA HAIBETA KE TAUR PARSHRIAT YANI MUSA KE AHD YANI DUS HUKMON KE ADHIN INSAAN KO YANI GHULAM NE HADIYE DENE HAIN LAINE APNE BADSHAH KE LIYE TAKI WUH KHUSH HO YAHA TAK KI APNI JAAN TAK BHI DENI PADE WUH BHIBAAP BETE KI KHUSHI OR HUMESHA KI ZINDGHI KE LIYE QURBANI DETA HAIBESHAQ BETA GUNAH GAR HI KYU NA PHIR BHI WUH ZINDGHI HI DETA HAIIMAN OR FAZL KE ADH KE ADHIN ZINDGHI OR ITMNAN KA WADA HAI BAAP KA BETE KE SATHMasih yisu men aap saboh ki salamati hoAaj ka mukashafa hai fazl or sachchai ke adhin mahobbatOr musa ki shariat yani 10 hukam purine ahd ke adhin mahobatRuh l quds ki madad seHum sahrikat kar rahen baap or bet ke kalam ke satthSHRIAT YANNI MUSA KI SHARA 10 HUKMON KE ADHIN MAHOBBAT

एपिसोड: YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST

Podliमुफ़्त Podli ऐप डाउनलोड करें
↓ App