YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST
YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST · 7 अग॰ 2026 · 15:07
Podli ऐप में सुनें 🎧
अपने पसंदीदा पॉडकास्ट फ़ॉलो करें, ऑफ़लाइन और कार में CarPlay व Android Auto के साथ सुनें, और हमेशा वहीं से जारी रखें जहाँ छोड़ा था। मुफ़्त में आज़माएँ।
"यीशु मसीह ही मेनोराह (Menorah) हैं। मेनोराह का महत्वMukáshafa 21 22Aur maiṉ ne us meṉ koí maqdis na dekhá: is liye ki Ḳhudáwand Ḳhudá Qádir i mutlaq, aur Barra us ká maqdis haiṉ. 23Aur us shahr meṉ súraj yá chánd kí raushní kí kuchh hájat nahíṉ; kyúṉki Ḳhudá ke jalál ne use raushan kar rakkhá hai, aur Barra us ká chirág hai. मेनोराह यीशु मसीह का प्रतीक है?प्रकाशितवाक्य 4:5 का संदर्भयह बहुत महत्वपूर्ण है। "सिंहासन के सामने आग के सात दीपक जल रहे थे, जो परमेश्वर की सात आत्माएँ हैं।"Yasa‘iyáh 11 2 aur Ḳhudáwand kí rúh us par ṭhahregí, hikmat aur ḳhirad kí rúh, maslahat aur qudrat kí rúh, ma‘rifat aur Ḳhudáwand ke ḳhauf kí rúh; Lúqá 4 18Ḳhudáwand kí Rúh mujh par hai, Is liye ki us ne mujhe garíboṉ ko ḳhushḳhabarí dene ke liye masah kiyá; Us ne mujhe bhejá hai, ki qaidíoṉ ko riháí, Aur andhoṉ ko bínái páne kí ḳhabar sunáúṉ, Kuchle húoṉ ko ázád karúṉ, 19Aur Ḳhudáwand ke sál i maqbúl kí manádí karúṉ.Zakariyáh 4 kyúṉki Ḳhudáwand kí wuh sát áṉkheṉ jo sárí zamín kí sair kartí haiṉ ḳhushí se us sáhúl ko dekhtí haiṉ Mukáshafa 5 6Aur maiṉ ne us taḳht aur chároṉ jándároṉ aur un buzurgoṉ ke bích meṉ, goyá zabh kiyá húá ek Barra khaṛá dekhá; us ke sát síṉg aur sát áṉkheṉ thíṉ: yih Ḳhudá kí sátoṉ rúheṉ haiṉ, jo tamám rú e zamín par bhejí gayí haiṉ.यीशु मसीह का प्रकाशपरन्तु जब मध्य में मसीह आते हैं—जो संसार की ज्योति हैं—तब यह 6, 7 की पूर्णता की ओर बढ़ता हुआ दिखाई देता है। यहाँ 7 परमेश्वर की पूर्णता, सम्पूर्णता और आत्मिक सिद्धता का प्रतीक है। अर्थात जब मनुष्य अपने जीवन के केन्द्र में यीशु मसीह को स्थान देता है, तब वह केवल प्राकृतिक मनुष्य नहीं रहता, बल्कि परमेश्वर के आत्मा से भरकर पूर्णता की ओर बढ़ता है। मसीह के द्वारा परमेश्वर का आत्मा उसमें कार्य करता है और परमेश्वर की पूर्णता प्रकट होने लगती है। इस दृष्टि से मेनोराह हमें यह स्मरण कराता है कि मनुष्य अपनी सामर्थ्य से पूर्ण नहीं हो सकता। उसकी पूर्णता केवल यीशु मसीह में है। वही सच्ची ज्योति हैं, और उन्हीं के द्वारा परमेश्वर के आत्मा की पूर्णता प्रकट होती है।यूहन्ना 15:5 का संदेश"मैं दाखलता हूँ, तुम डालियाँ हो; जो मुझ में बना रहता है... वही बहुत फल लाता है, क्योंकि मुझ से अलग होकर तुम कुछ नहीं कर सकते।"
एपिसोड: YASHARIM EL TRUE GRACE BIBLE PODCAST