Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood
Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · Sep 2, 2026 · 41:28
Listen in the Podli app 🎧
Follow your favourite podcasts, listen offline and in the car with CarPlay and Android Auto, and always pick up where you left off. Free to try.
(0:00) Intro
(0:11) Allah ka ta’aruf
(1:13) Tauba karne walon ki maghfirat
(1:51) Ilhami kitabon ka bunyadi mauzu
(2:58) Kafiron ki chamak dhamak — dhoka
(4:41) Guzishta qaumon ki tarah fazool behas karne walon ka anjaam
(6:37) Kaun log hamesha ke azaab ke mustahiq bante hain
(7:50) Ahl-e-imaan ka buland maqam
(8:36) Muqarrab farishton ki dua: (1) Ahl-e-imaan ke liye maghfirat (2) Ahl-e-imaan ke liye Jannat
(12:20) Allah ke wa‘aday ke bawajood farishton ka dua karna — hikmat
(13:25) Dua ki fazilat
(14:20) Jannat mein rishtedaron ka saath — kaun mustahiq
(17:53) Aalim aur shaheed ke saath unke qareebi logon ka Jannat mein hona
(18:35) Sab se badi kamyabi — Jannat
(19:17) Ruku ka khulasa — apne asatiza, walidain aur buzurgon ke liye dua ki ahmiyat
(20:35) Surah Momin Ruku 02 ka lafzi tarjuma
(32:46) Hadith: Dozakhiyon ka ghusse se apni ungliyan kaatna
(33:39) Do zindagiyan aur do mautain — gumrah kuffar ka iqraar
(35:00) Kafiron ki saza ki wajah — shirk jaisa azeem zulm
(36:24) Barish ke zariye rizq — Allah ki nishani
(37:45) Dua — Allah ke qurb ka zariya
(38:37) Jibreel-e-Ameen ko “Rooh” kehne ki wajah
(39:15) Qayamat ke din Allah ka aelan
(39:43) Haq ke faislay ke din insaan ki halat
(40:05) Aankhon aur dil ki khayanat
(40:51) Mukhtasar khulasa
(41:23) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Episodes: Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood