Podlipodcast player Webplayer

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran Class #528 (Surah Hujrat Rukoo #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood · Oct 9, 2026 · 42:55

0:0042:55

Listen in the Podli app 🎧

Follow your favourite podcasts, listen offline and in the car with CarPlay and Android Auto, and always pick up where you left off. Free to try.

(0:00) Intro

(0:16) Izzat ke liye dunyawi asbaab ki ahmiyat

(2:35) Masla: beti ka rishta — barabari (dolat, taleem, khandan) kyun zaroori

(6:40) Achay khandan ki larki ka nikah kamzor khandan mein — nuksanat

(11:28) Nabi (SAW) ka ek sahabia ko rishta na dene ka waqia

(12:10) Aamaal — hasab/nasab ke farq ki asal wajah

(14:36) Khandan ki haisiyat (partial) vs aamaal ki haisiyat (asal)

(15:49) Banu Asad ke munafiqin ka imaan ka ehsan jatlana (shan-e-nuzool)

(17:37) Munafiq ke liye maghfirat ka masla

(18:34) Haqeeqi momin kaun

(20:50) Munafiqin ko jawab dene ki talqeen

(22:08) Achha banne ki taufeeq — Allah ka fazal

(23:15) Musalman ghar mein paida hona — Allah ka fazal

(25:24) Ustad/walidain par ehsan jatlana

(26:07) Allah dilon ke haal se waqif

(26:45) Surah Hujurat ka khulasa — 14 golden points

(27:07) Ghar aur muashray ke jhagray ka hal

(27:32) Buzurgon ka adab — awaaz neeche rakhna

(28:13) Buland maqam walay ko bahir se pukarna

(28:45) Bila tehqeeq khabar par tabsara

(29:28) Sahaba (RA) ka maqam

(29:54) Momineen bhai bhai — jhagray ka hal

(30:45) Mazaq urana

(31:00) Ta‘anay dena

(31:19) Bure naam rakhna

(32:01) Badgumani se bachna

(32:11) Privacy mein dakhal

(32:33) Gheebat se bachna

(32:41) Izzat ka asal meyar — taqwa

(33:08) Ne’mat par shukar, na ke takabbur

(34:00) Surah Qaaf Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar)

(42:39) Dua

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Episodes: Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

PodliGet the free Podli app
↓ App