Podlipodcast player Webplayer

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal - 511th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

Ask Mufti Tariq Masood Podcast · Sep 23, 2026 · 42:48

0:0042:48

Listen in the Podli app 🎧

Follow your favourite podcasts, listen offline and in the car with CarPlay and Android Auto, and always pick up where you left off. Free to try.

(0:00) Intro

(0:07) Betay ka aqeeqa aisay karna?

(1:10) 12 saal ke bachay ki tarbiyat kaisay karein?

(3:05) Musalmanon ki tabahi ki wajah?

(5:06) Hotels mein khana enjoy karne ki videos status par lagana?

(7:32) Namaz mein hansi aa jaye to?

(7:55) Spot trading?

(8:13) Tobacco / cigarette business?

(8:36) Aurat ke haath namaz mein chadar mein chhupay hon?

(8:52) Virasat ki aisi taqseem?

(9:50) 10 din se zyada bleeding ho to namaz?

(10:10) Duty hours mein tilawat?

(10:38) Islam mein saadgi ka mafhoom?

(14:34) Kya tilawat ka YouTube channel banana Qur’an bechna hai?

(15:34) AI ki aisi videos wala YouTube channel?

(16:16) Qaza-e-umri?

(16:38) Umrah ka tawaf isaal-e-sawab karna? Umrah karne walay ko Haji kehna?

(18:41) Aisay shakhs ko zakat dena?

(20:23) Attahiyat mein ungli?

(20:40) Traffic laws ki pabandi na karne ka gunah?

(21:51) Paon ke nakhun par mitti ho to wazu?

(22:18) Umrah par janay walon ke aisay alfaaz?

(22:46) Maali mustahkam shakhs ke baray bhai ki interference?

(23:51) Virasat ki taqseem aur qarza?

(25:27) Aisi qura’andazi?

(25:50) Walidain vs nikah?

(26:47) Zakat ki tareekh badal sakti hai?

(27:12) Chhup kar nikah?

(28:03) “Faryal Gul” naam ka bachi par asar?

(28:34) Sutrah ki hadbandi? Namazi ke aagay se guzarna?

(29:26) Agar qarz dene wala maaf kar de to?

(29:36) Safar mein qasar?

(30:45) Butt ke sath li gayi pic social media par share karna?

(32:05) Meher mein sona rakhna?

(32:30) Dammam, Riyadh ke distance mein qasar namaz?

(33:05) Zameen ki milkiyat apne naam karana?

(33:50) Jahaiz dene ke baad virasat ka hissa na dena?

(35:15) Janazay mein taakhir karna?

(36:09) Is baat par iman lana zaruri hai?

(36:30) Peshab mein ehtiyat na karne se azaab-e-qabar ke waqia ki haqeeqat?

(37:50) Bank account ki online payment ka commission sood hai?

(38:49) Aisa sadqa?

(39:30) Doosri biwi ke sath aisa sulook?

(41:54) Walidain ki zindagi mein aulaad hissa mange to?


To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Episodes: Ask Mufti Tariq Masood Podcast

PodliGet the free Podli app
↓ App